Hai dosto aaj mai aap ko computer ko formet kaise karate hai
vo batane wala hu .dosto aaj ke es
mahagai me agarkisi ke pas leptop ya destop hai aur usako formeting nahi aati
hai to usako kisi computer shop ke paas lekar jana padata hai aur usako formet
ka lagabhag 300 se 500 Rs dene padate hai .
jo ki ek aam adami ke liye kafi
hai .To dosto aap ko ab etane rupaye dene ki jarirat nahi hai Q ki mai
aaj aap ko es trick mai formet kaise marate hai wo batane wala hu .
Dosto formet marana bahut aasan hai aap ko agar computer
formet karana hai to niche diye gaye menu ko reade kare .
1-sabase pahale to aap ko formet karane ke niye formet ki CD
ya pain drive ki butebal chahiye .
2-aap ko apani butebal CD ya Pain drive ko leptop ya destop
me lagani hai vo kaise lagate hai vo to aap janate hi hoge es ke bad aap ko
apane computer ko restart karana hai .Lekin ye dhyan rahe ki computer
restart hote samaye aap ko butebal
buttam ko dabana hai jaise ki ASUS ka ESC buttam aur Hp ka f2 f9 aue bahut se hote hai esko
janae ke liye aap ko apane liptop ko jab off karate hai uske bad on karate
samaye niche likha rahata jo ki ap dekh sakate hai .
3-esake bad aap ko but option milega us me se aap ko apani
drive ko select karana hai jo aap ne lagai hai CD lagai hai to CD aur paindrive
lagai hai to pain drive.
3-Esake bad aap ka syatem windows lood lega aur aap ke paas
instal ka option ayega.
4-Esake bad aap ko lengvege select karana hai aur aap ko age
dusara menu select karana hai usake bad next ka buttan daba dena hai.
Esake bad aap ke paas ek dilog box khulega jisame aap ke hardisk ke jitane bhi part hoge vo khul jayege jaisa ki niche dikhayagaya hai ab aap kho agar C; drive formet marani hai to C drive select karani hai usake bad aap ko formet par ckick karana hai .loaap ka drive formet ho gaya hai ab aap ko imstal karana hai usake liye niche ke option ko read kare .
aap ka windows instal hona suru ho jayega windows instal hone me`akam se kam 15 se 20 minut lagege aap ko kuchh nahi karana hai vo apane aap formet karega aur instal bhi karega .

5-instal hone ke baad restart hoga aap ka system usake bad
pripresion .
6-Esake bad aap ko apane PC ka name dena hota hai jo aap ko
pasand ko .Usake bad agar aap ko password chahiye to password de nahi to next
par click kar de ab aap ka system foemrt
hoke taiyar hai aab aap apane system ko cala sakate hai dosto agar aap chahate
hai ki aap ka system bar –bar formet na marana pade to aap ko apane system me
ek antivirus ko instan kar lena chahiye jo ki aap ke system ko proteckt karata
rahega .aur aap ka system jaldi crept nahi hoga .
NOTE-Agar aap ko yah
post achha laga to dosto aap se nivedan hai ki aap ek post ko jada se jada sher
kare
No comments:
Post a Comment