Hii friends
aaj mai apko bataunga computer me sleep mode kaise lagate hai .aur q lakate hai
esaki jarirat q padati hai . kabhi aap apane leptop me koi kabhi software video song ya kai bhi data ko download kar rahe hai aur usame kuch samay
lag sakta hai tab aap yahi chahate hai ki hum apne laptop ke lid ko band karke kahi
rakh de aur jab download ho jaye tab mai esse open kare ya aap kai bar koi mp3
songs ko apne laptop se play kiye ho aur aap chahate hai ki apne laptop ki lid
ko band kar de but jab bhi aap apne laptop ke lid ko band karte hai apka laptop
sleep mode par chala jata hai jisake karna aap jo bhi activity apne laptop me
kar rahe hote hai sab ruk jata hai. Aur apaka data pura nahi ho pata .aaj mai
es problem ke bare me batane vala hu.
Sleep mode hota kya hai.
Sabse pahale
ye jaan lete jai sleep mode hota kya. Mai apko bata du jab aapka laptop sleep
mode par hota hai us samay hamare laptop ki sari activity close ho jati hai.
Bus hamara laptop on rahata hai. Aur jitne bhi laptop hote hai sab me pahale se
hi laptop ke lid ko band karte hi sleep me chale jaye aise setting kiya hota hai
aur hame esi setting ko change karne hai.aur sabase badi probl;am ye aati hai
ki hamara data bhi ya program band ho jata hai aur hamara pawer bhi kam hota
jata hai .Es samsya ko due karane ke liye aap . Bus aap hamare step ko follow
kijiye.
jane-ghar baithe lakho rupaye kamaye
jane-ghar baithe lakho rupaye kamaye
App apne
mouse ke curcer ko right corner par battery ke icon par right click kijiye. Aap
ko 3 option dikhega usame se aap ko 2 option chunana hai
Jo ki Power option hai bas aap ko es par click karana hai.
And choose
option Choose What closing the lid does.
Is optio par
click karne ke bad last step.
Isake bad When i close the lid option jakar Do nothing select kare. Aur save
changes button par click kar dijiye.
Jaise is pic
me maine select kiya hai
shahi h
ReplyDelete