Hai dosto mai
vishal ham aap ko is side yani ki solusion in hinhi me aap ke problem ke
solusion ko batate hai aur aap es side ke jariye bahut see janakariya prapt
karate hai aaj mai aap ko bharatiyahelp me ek yesi janakari batane vala hu jo
aap ke liye kahut kifayti hai ha dosto aaj mai aap ko memory se releted
janakari batane vala hu ki kase ap apani kharab
memory ko thik kar sakate hai vo
bhi badi asani se .
Memory kaise kharab hoti hai
Dosto aap ki memory
kaise kharab hoti hai jaise ki aap ne apane memory me memory ke chhamata se
jada deta usame bhar diya hai .ya aap ke us memory me virus jada yaa eaise virus le panah le liya hai ki
aap ke file ko dupliket bana raha hai dosto ye esa virus hai jo sabhi file ka
dublike bana deta hai aur aap usako delete karane jate hai to vo ya to delet
nahi hota ya to delet hota hai aur dusari file me ghus jata hai jo usane ki hai .aur khuch aise virus ko panah deta hai
jo aap ke memory ke khuch file ko delete kar deta hai . To aeye janate hai ki Corrupted Memory Card ko kaise banate hai .
Important :- sabse pahale aap jis memory card ya fir
Pan Drive ko thik karna chahate hai uuse thik tarah se check kar lijiye kahi vo
memory card or Pan Drive tuti to nahi hai. Agar apka Memory jara sa bhi Tuti ya
Screatch huva rahega to banana ka chance khatm ho jayega.
Step 1. Sabse pahale aap apne Memory card ya phir
Pan Drive ko Connect apne Computer me connect kijiye.
Step 2. Isake
baad apne Computer me Command Prompt [CMD] ko open kijiye. Dhyan RakhiyeCommand prompt ko Administrator Mode par hi open kare. [ Administrator mode
par open karne ke liye sabse pahale aap command ko kijiye fir command Prompt par right click karke Run as Administrator mode ko choose kijiye ]
Step 3. Abb
mai maan ke chal raha hu ki aap CMD ko Administrator mode me open kar liye hai
isake baad aap ko CMD ke andar Diskpart likhana
hai aur Enter button ko Press kar dijiye jaise ki maine Niche Image me dikhaya
hai.
Step 4. Abb ye list Disk Command Type kijiye aur Enter Button ko Press kijiye {Dhyan rahe List aur Disk ke beech me ek space hai} jaise ke maine Niche Images me dikhaya hai.
Abb app dekhenge ki Do 2 disk open hokar dikhayi de raha hoga aur upar wala jo hard disk hota hai jisaka disk number 0 hai vo hard disk ki memory show kar raha hai aur jo niche 1 number me show kar raha hai vo apka Memory card ki storage hota hai.
Step 5. Abb hume apne ess select disk 1 Command ko type karna hai aur Enter
button ko press karna hai jaise ki maine niche images me dikhaya hai.
Isake
baad aab aap dekh sakte hai apka Memory Disk Select hone ka massage de raha
hai.
Step 6. Abb Clean Command ko type kijiye. Jaise ki maine
Niche images me dikhaya hai.
Aab
aap dekh sakte hai apka Memory Disk clean ho gaya hai aur aisa massage bhi aa
raha hai.
Step 7. Isake
baad Create Partition Primary ess command ko
Type kijiye Aur Enter button ko press kijiye. Jaise ki maine niche image me
dikhaya hai.
Aab Active Ess Command ko
type kijiye jaise ki maine niche images me dikhaya hai
Isake
baad Select Partition 1 ess command ko type kijiye aur enter button ko press kijiye aur firformat fs =fat32 ess command ko type kijiye aur enter button ko press kijiye jaise ki maine
niche images me dikahaya hai.
Isake
baad aab aap dekh sakte hai niche kitana Percentage Format ho raha hai
jab 100% ho jaye tab aap command ko band kar dijiye aab aap dekhenge ki apka
memory ya pan drive sahi ho gaya hai. to friends kaise laga apko hamara ye post
comment me jarur bataye aur bhi kuch puchane ke liye aap hamashe comment me
puch sakte hai.
Bus aap se request hai aap
hamare post ko apne Facebook whats ke jariye apne dosto ko share kijiye isake
liye mai apka hamesha Dhanybaad deta hu. Take Care.
………………………..Thanks For Read…………………………………Please
share………………………………………..
No comments:
Post a Comment